Koi sawal, sujhav ya galti mili? Neeche form bharein ya seedha email karein: contact@sarkariyojanainfo.com. Hum aamtaur par 2-3 karya diwas mein jawab dene ki koshish karte hain.
Ek zaroori baat: hum aavedan nahi karvate, fees nahi lete aur kisi ka form bhar kar nahi bhejte. Agar koi hamare naam par paise mange, to wo hum nahi hain — aise logon se savdhan rahein aur hamein bataein.
Kis baat mein madad kar sakte hain?
- Post mein koi galat tareekh, link ya jaankari milne par
- Koi adhikarik link kaam nahi kar raha ho
- Kisi post ki jaankari purani lage
- Vigyapan ya saajhedaari se juda sawal